Title (Indic)जैसे सूरज की गर्मी से जलते हुए तन को मिल जाए WorkParinay Year1974 LanguageHindi Credits Role Artist Music Jaidev Performer Sharma Bandhu Writer Ramanand Sharma LyricsHindiजैसे सूरज की गर्मी से जलते हुए तन को मिल जाये तरुवर की छाया ऐसा ही सुख मेरे मन को मिला हैं मैं जब से शरण तेरी आया, मेरे राम भटका हुआ मेरा मन था कोई, मिल ना रहा था सहारा लहरों से लड़ती हुई नाव को जैसे मिल ना रहा हो किनारा उस लड़खड़ाती हुई नाव को जो किसी ने किनारा दिखाया शीतल बने आग चंदन के जैसी, राघव कृपा हो जो तेरी उजियाली पूनम की हो जाए रातें, जो थी अमावस अंधेरी युग युग से प्यासी मरूभूमी ने जैसे सावन का संदेस पाया जिस राह की मंज़िल तेरा मिलन हो, उस पर कदम मैं बढ़ाऊ फूलों में खारों में, पतझड़ बहारों में, मैं ना कभी डगमगाऊ पानी के प्यासे को तकदीर ने जैसे जी भर के अमृत पिलाया Englishjaise sūraj kī garmī se jalte hue tan ko mil jāye taruvar kī chhāyā aisā hī sukh mere man ko milā haiṅ maiṅ jab se śharaṇ terī āyā, mere rām bhaṭkā huā merā man thā koī, mil nā rahā thā sahārā lahroṅ se laṛtī huī nāv ko jaise mil nā rahā ho kinārā us laṛkhaṛātī huī nāv ko jo kisī ne kinārā dikhāyā śhītal bane āg chaṅdan ke jaisī, rāghav kṛpā ho jo terī ujiyālī pūnam kī ho jāe rāteṅ, jo thī amāvas aṅdherī yug yug se pyāsī marūbhūmī ne jaise sāvan kā saṅdes pāyā jis rāh kī maṅzil terā milan ho, us par kadam maiṅ baṛhāū phūloṅ meṅ khāroṅ meṅ, patjhaṛ bahāroṅ meṅ, maiṅ nā kabhī ḍagamgāū pānī ke pyāse ko takdīr ne jaise jī bhar ke amṛt pilāyā