Panchhee preet kee reet nibhaa

पंछी प्रीत की रीत निभा
Year
Language

पंछी प्रीत की रीत निभा
धीरे धीरे घाव भरेंगे
दर्द छुपाए जा
पंछी प्रीत कि रीत निभा

प्रेम है दुख की आग में जलना
तड़प तड़प कर मरना जीना
पागल रो ले चाहे जो रोना
जग में हँसी दिखला
पंछी प्रीत की रीत निभा

प्रेमी ने जब दुनिया खोई
प्रीत भी जागी क़िस्मत सोई
आस मिलन की छुप छुप रोई
प्रीत के देव्ता ऐसे पत्थर
कौन करे पूजा
पंछी प्रीत की रीत निभा

paṅchhī prīt kī rīt nibhā
dhīre dhīre ghāv bhareṅge
dard chhupāe jā
paṅchhī prīt ki rīt nibhā

prem hai dukh kī āg meṅ jalnā
taṛap taṛap kar marnā jīnā
pāgal ro le chāhe jo ronā
jag meṅ hṇsī dikhlā
paṅchhī prīt kī rīt nibhā

premī ne jab duniyā khoī
prīt bhī jāgī qismat soī
ās milan kī chhup chhup roī
prīt ke devtā aise patthar
kaun kare pūjā
paṅchhī prīt kī rīt nibhā