हूं पहले तो कभी कभी ग़म था
अब तो हर पल ही तेरी याद सताती है
पहले तो कभी कभी ग़म था
आ अब तो हर पल ही तेरी याद रुलाती है आ
पहले तो कभी कभी ग़म था
मगर ये दर्द-ए-जुदाई है हर घड़ी अब
पहले तो कभी कभी ग़म था
आ मगर ये दाग-ए-जुदाई है हर घड़ी अब आ
मैं तुझसे कैसे कहूँ ये बता
के तेरी याद के सहारे जी रहा हूँ
मैं तुझसे कैसे कहूँ ये बता
आ के ग़म के आँसुओं को खुद ही पी रहा हूँ आ
मैं तुझसे कैसे कहूँ ये बता
न मार डाले तेरी बेवफ़ाई मुझको
मैं तुझसे कैसे कहूँ ये बता
आ न मार डाले कहीं ये जुदाई मुझको आ
हो बता दे मुझको बेवफ़ा ये
मैं तेरी राह में कब तक खड़ा रहूंगा
बता दे मुझको बेवफ़ा ये
आ मैं तेरे दर पे यूं कब तक पड़ा रहूंगा आ
बता दे मुझको बेवफ़ा ये
तू मुझको कब तलक ऐसे ही रुलाएगा
बता दे मुझको बेवफ़ा ये
आ तू मुझको कब तलक अपना न बनाएगा आ
हूं ऐ पगली तू क्यूं रो रही है
के ग़म तो मुझको उठाना है जुदाई का
ऐ पगली तू क्यूं रो रही है
आ तेरे लिए तो समां है ये शहनाई का
ऐ पगली तू क्यूं रो रही है
के गाँव छोड़ना है मेरे मुकद्दर में
हूं ऐ पगली तू क्यूं रो रही है
आ के उम्र गुज़रेगी अब मेरी ये सफ़र में आ
hūṅ pahle to kabhī kabhī ġham thā
ab to har pal hī terī yād satātī hai
pahle to kabhī kabhī ġham thā
ā ab to har pal hī terī yād rulātī hai ā
pahle to kabhī kabhī ġham thā
magar ye dard-e-judāī hai har ghaṛī ab
pahle to kabhī kabhī ġham thā
ā magar ye dāg-e-judāī hai har ghaṛī ab ā
maiṅ tujhse kaise kahūṇ ye batā
ke terī yād ke sahāre jī rahā hūṇ
maiṅ tujhse kaise kahūṇ ye batā
ā ke ġham ke āṇsuoṅ ko khud hī pī rahā hūṇ ā
maiṅ tujhse kaise kahūṇ ye batā
na mār ḍāle terī bevafāī mujhko
maiṅ tujhse kaise kahūṇ ye batā
ā na mār ḍāle kahīṅ ye judāī mujhko ā
ho batā de mujhko bevafā ye
maiṅ terī rāh meṅ kab tak khaṛā rahūṅgā
batā de mujhko bevafā ye
ā maiṅ tere dar pe yūṅ kab tak paṛā rahūṅgā ā
batā de mujhko bevafā ye
tū mujhko kab talak aise hī rulāegā
batā de mujhko bevafā ye
ā tū mujhko kab talak apnā na banāegā ā
hūṅ ai paglī tū kyūṅ ro rahī hai
ke ġham to mujhko uṭhānā hai judāī kā
ai paglī tū kyūṅ ro rahī hai
ā tere lie to samāṅ hai ye śhahnāī kā
ai paglī tū kyūṅ ro rahī hai
ke gāṇv chhoṛnā hai mere mukaddar meṅ
hūṅ ai paglī tū kyūṅ ro rahī hai
ā ke umr guzregī ab merī ye safar meṅ ā