Title (Indic)मेरी दुनिया में आना न जाना कभी फिर सनम् WorkPaayal Year1992 LanguageHindi Credits Role Artist Music Nadeem-Shravan Performer Sadhana Sargam Performer Kumar Sanu Writer Sameer LyricsHindiमेरी दुनिया में आना न जाना कभी फिर सनम मुझे अपना बनाना न जाना कभी फिर सनम तेरे ख़्यालों में खोई रहूँ अब तो मैं शाम-ओ-सहर तन्हा रहूँ या रहूँ भीड़ में ढूँढे तुझे ही नज़र अब तेरे बिन दिल लगता नहीं मैं क्या करूँ नज़रों में बसाना न जाना कभी फिर सनम … तेरे मेरे दर्मियां दिलरुबा अब प्यार ही प्यार हो देखूँ फ़लक़ चाहे देखूँ ज़मीं मरके न छूटे बाहें तेरी बता मैं क्या करूं मेरी दुनिया में आना … रब ने बनाई अपनी जोड़ी ये जोड़ी न जाए तोड़ी इक जीवन क्या चाहें जितने जीवन जएं बीत बदली है … फूल सितारे रस्ते रही देते हैं सब मेरी गवाही मेरी पायल के घुँघरू भी गाते हैं ये गीत बदली है … Englishmerī duniyā meṅ ānā na jānā kabhī phir sanam mujhe apnā banānā na jānā kabhī phir sanam tere khyāloṅ meṅ khoī rahūṇ ab to maiṅ śhām-o-sahar tanhā rahūṇ yā rahūṇ bhīṛ meṅ ḍhūṇḍhe tujhe hī nazar ab tere bin dil lagtā nahīṅ maiṅ kyā karūṇ nazroṅ meṅ basānā na jānā kabhī phir sanam … tere mere darmiyāṅ dilrubā ab pyār hī pyār ho dekhūṇ falaq chāhe dekhūṇ zamīṅ marke na chhūṭe bāheṅ terī batā maiṅ kyā karūṅ merī duniyā meṅ ānā … rab ne banāī apnī joṛī ye joṛī na jāe toṛī ik jīvan kyā chāheṅ jitne jīvan jaeṅ bīt badlī hai … phūl sitāre raste rahī dete haiṅ sab merī gavāhī merī pāyal ke ghuṇghrū bhī gāte haiṅ ye gīt badlī hai …