पारा पारा हुआ पैराहन-ए-जाँ
प्रेलुदे
वो उन्हें याद करें जिसने भुलाया हो कभी
हमने उनको न भुलाया न कभी याद किया
पारा पारा हुआ पैराहन-ए-जाँ
फिर मुझे छोड़ गये चारागराँ
कोई आहट, न इशारा, न सराब
कैसा वीराँ है ये दश्त-ए-इम्काँ
वक़्त के सोग में लम्हों का जुलूस
जैसे इक क़ाफ़िला-ए-नौहागराँ
चार-सू ख़ाक़ उड़ाती है हवा
अस्तराँ, काबातराँ, तेग़-ए-रवाँ
कैसे घबराये हुए फिरते हैं
तेरे मोहताज़ तेरे दिल-गज़दाँ
prelude
vo unheṅ yād kareṅ jisne bhulāyā ho kabhī
hamne unko na bhulāyā na kabhī yād kiyā
pārā pārā huā pairāhan-e-jāṇ
phir mujhe chhoṛ gaye chārāgrāṇ
koī āhaṭ, na iśhārā, na sarāb
kaisā vīrāṇ hai ye daśht-e-imkāṇ
vaqt ke sog meṅ lamhoṅ kā julūs
jaise ik qāfilā-e-nauhāgrāṇ
chār-sū khāq uṛātī hai havā
astrāṇ, kābātrāṇ, teġh-e-ravāṇ
kaise ghabrāye hue phirte haiṅ
tere mohtāz tere dil-gazdāṇ