Rahiye ab aisee jagah, chalkar jahaan koee na ho

रहिये अब ऐसी जगह, चलकर जहाँ कोई न हो
Year
Language

रहिये अब ऐसी जगह, चलकर जहाँ कोई न हो
हम सुख़न कोई न हो और हमज़बाँ कोई न हो

बे दर-ओ-दीवार स एक घर बनाया चाहिये
कोई हमसाया न हो और पासबाँ कोई न हो

पड़िये गर बीमार तो कोई न हो तीमारदार
और अगर मर जायें तो, नोहाख़्वाँ कोई न हो

rahiye ab aisī jagah, chalkar jahāṇ koī na ho
ham sukhan koī na ho aur hamazbāṇ koī na ho

be dar-o-dīvār sa ek ghar banāyā chāhiye
koī hamsāyā na ho aur pāsbāṇ koī na ho

paṛiye gar bīmār to koī na ho tīmārdār
aur agar mar jāyeṅ to, nohākhvāṇ koī na ho