Phir mujhe deedaa-e-tar yaad aayaa

फिर मुझे दीदा-ए-तर याद आया
Year
Language


फिर मुझे दीदा-ए
फिर मुझे दीदा-ए
-तर याद आया
हाँ
फिर मुझे दीदा-ए-तर याद आया
दिल जिगर तिशना-ए-फ़रियाद आया -2
फिर मुझे दीदा-ए-तर याद

दम लिया था न
दम लिया था न क़यामत ने हनोज़ -2
फिर तेरा वक़्त-ए
फिर तेरा वक़्त-ए-सफ़र याद आया -2
फिर मुझे दीदा-ए-तर याद
हो
फिर मुझे दीदा-ए-तर याद

कोई वीरानी सी
कोई वीरानी सी वीरानी है
दश्त को देख के घर याद आया
हाँ
फिर मुझे दीदा-ए-तर याद
हो हाँ
फिर मुझे दीदा-ए

मैंने मजनूँ पे
मैंने मजनूँ पे लड़कपन में असद -2
संग उठाया था
संग उठाया था के सर याद आया
हो
संग उठाया था के सर याद आया
फिर मुझे दीदा-ए-तर याद्

ā
phir mujhe dīdā-e
phir mujhe dīdā-e
-tar yād āyā
hāṇ
phir mujhe dīdā-e-tar yād āyā
dil jigar tiśhnā-e-fariyād āyā -2
phir mujhe dīdā-e-tar yād

dam liyā thā na
dam liyā thā na qayāmat ne hanoz -2
phir terā vaqt-e
phir terā vaqt-e-safar yād āyā -2
phir mujhe dīdā-e-tar yād
ho
phir mujhe dīdā-e-tar yād

koī vīrānī sī
koī vīrānī sī vīrānī hai
daśht ko dekh ke ghar yād āyā
hāṇ
phir mujhe dīdā-e-tar yād
ho hāṇ
phir mujhe dīdā-e

maiṅne majnūṇ pe
maiṅne majnūṇ pe laṛkapan meṅ asad -2
saṅg uṭhāyā thā
saṅg uṭhāyā thā ke sar yād āyā
ho
saṅg uṭhāyā thā ke sar yād āyā
phir mujhe dīdā-e-tar yād