Mainne laakhon ke bol sahe sitamgar tere liye

मैंने लाखों के बोल सहे सितमगर तेरे लिये
Year
Language

मैंने लाखों के बोल सहे
सितमगर तेरे लिये हाय तेरे लिये

तुमरे दरस बिन जिया नहीं लागे
मैंने क्‌या क्‌या जुल्म सहे
सितमगर तेरे लिये

नयना लागे तुम संग सजनी
जो मुझसे रूठ गये
सितमगर तेरे लिये

प्रीतम प्रीत लगा कर दूर देस मत जा
बसो हमारी नागरी हम माँगें यही दुआ

maiṅne lākhoṅ ke bol sahe
sitamgar tere liye hāy tere liye

tumre daras bin jiyā nahīṅ lāge
maiṅne k‌yā k‌yā julm sahe
sitamgar tere liye

naynā lāge tum saṅg sajnī
jo mujhse rūṭh gaye
sitamgar tere liye

prītam prīt lagā kar dūr des mat jā
baso hamārī nāgrī ham māṇgeṅ yahī duā