मैं सोया अखियाँ मीचे तेरी ज़ुल्फ़ों के नीचे
र: मैं सोया अखियाँ मीचे तेरी ज़ुल्फ़ों के नीचे
दुनिया को भूल दीवानी अब रहा ज़माना पीछे
मैं सोया अखियाँ …
ये कौन हसीं शरमाया तारों को पसीना आया
हिरनी की आँखें ले कर दिल कौन चुराने आया
मैं सोया अखियाँ …
आ: मैं सोई अखियाँ मीचे तेरी बाँहों के नीचे
अब चाहे कहीं ले जा तू आगे और मैं पीछे
ये मेरे नयन के तारे तेरी अखियाँ देख के हारे
ओ जनम-जनम के साथी मेरी माँग में भर दे तारे
मैं सोया अखियाँ …
ra: maiṅ soyā akhiyāṇ mīche terī zulfoṅ ke nīche
duniyā ko bhūl dīvānī ab rahā zamānā pīchhe
maiṅ soyā akhiyāṇ …
ye kaun hasīṅ śharmāyā tāroṅ ko pasīnā āyā
hirnī kī āṇkheṅ le kar dil kaun churāne āyā
maiṅ soyā akhiyāṇ …
ā: maiṅ soī akhiyāṇ mīche terī bāṇhoṅ ke nīche
ab chāhe kahīṅ le jā tū āge aur maiṅ pīchhe
ye mere nayan ke tāre terī akhiyāṇ dekh ke hāre
o janam-janam ke sāthī merī māṇg meṅ bhar de tāre
maiṅ soyā akhiyāṇ …