Kaabe se butaqde se kabhee bazam-e-yaar se

काबे से बुतक़दे से कभी बज़्म-ए-यार से
Year
Language

काबे से बुतक़दे से कभी बज़्म-ए-यार से
आवाज़ दे रहा हूँ तुझे हर मुकाम से

न आशना है आज वही मेरे नाम से
दुनिया पुकारती थी जिन्हे मेरे नाम से

उफ़, ये शब-ए-फ़िराक़ के मारों की बेख़ुदी
ख़ुद हि बुझा दिया है चराग़ों को शाम से

दिल में फ़रेब, लब पे तबस्सुम, नज़र में प्यार
लुटे गए 'शमीम्' बड़े ऐह्‌्‌तमाम से

kābe se butaqde se kabhī bazam-e-yār se
āvāz de rahā hūṇ tujhe har mukām se

na āśhnā hai āj vahī mere nām se
duniyā pukārtī thī jinhe mere nām se

uf, ye śhab-e-firāq ke māroṅ kī bekhudī
khud hi bujhā diyā hai charāġhoṅ ko śhām se

dil meṅ fareb, lab pe tabassum, nazar meṅ pyār
luṭe gae 'śhamīm' baṛe aih‌‌tamām se