Title (Indic)काब बिखरे हैं सुहाने क्या क्या WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Ali Writer Mohsin Naqvi LyricsHindiख़ाब बिखरे हैं सुहाने क्या क्या लुट गये अपने ख़ज़ाने क्या क्या मुड़ के देखा ही था माज़ी की तरफ़ आ मिले यार पुराने क्या क्या आज देखी है जो तस्वीर तेरी याद आया है न जाने क्या क्या सिर्फ़ इक तर्क-ए-तअल्लुक़ के लिये तूने ढूँढे हैं बहाने क्या क्या रात सहरा की रिदा पर 'मोहसिन्' हर्फ़ लिक्खे थे हवा ने क्या क्या Englishkhāb bikhre haiṅ suhāne kyā kyā luṭ gaye apne khazāne kyā kyā muṛ ke dekhā hī thā māzī kī taraf ā mile yār purāne kyā kyā āj dekhī hai jo tasvīr terī yād āyā hai na jāne kyā kyā sirf ik tark-e-taalluq ke liye tūne ḍhūṇḍhe haiṅ bahāne kyā kyā rāt sahrā kī ridā par 'mohsin' harf likkhe the havā ne kyā kyā