Title (Indic)जो भी दुख याद न था याद आया WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Ghulam Ali Writer Ahmed Faraz LyricsHindiजो भी दुख याद न था याद आया आज क्या जानिये क्या याद आया याद आया था बिछड़ना तेरा फिर नहीं याद के क्या याद आया हाथ उठाये थे के दिल बैठ गया जाने क्या वक़्त-ए-दुआ याद आया जिस तरह धुँध में लिपटे हुए फूल एक इक नक़्श तेरा याद आया ये मुहब्बत भी है क्या रोग 'फ़राज़्' जिसको भूले वो सदा याद आया Englishjo bhī dukh yād na thā yād āyā āj kyā jāniye kyā yād āyā yād āyā thā bichhaṛnā terā phir nahīṅ yād ke kyā yād āyā hāth uṭhāye the ke dil baiṭh gayā jāne kyā vaqt-e-duā yād āyā jis tarah dhuṇdh meṅ lipṭe hue phūl ek ik naqśh terā yād āyā ye muhabbat bhī hai kyā rog 'farāz' jisko bhūle vo sadā yād āyā