जब चाँद मेरा निकला छाईं थीं घटायें
जब चाँद मेरा निकला छाई थीं नीली घटायें
जब चाँद मेरा निकला
उस रात के
उस रात के एक सुख से सौ रात भी शरमायें
छाई थीं नीली घटायें
जब चाँद मेरा निकला
उन आँखों से कहते थे
उन आँखों से कहते थे आँखें मेरी ख़ुशी में
तुम अमर उजाला हो, दो दिन की ज़िंदगी में
फिर क्यूँ न तुम्हें पा के हम भाग पे इतरायें
छाई थीं नीली घटायें
जब चाँद मेरा निकला
आकाश पे जब छाये घनघोर अँधियारे थे
तब मन के गगन में मेरे उगते हुये तारे थे
जादू सा मुझ पे किया था, जादू भरी हवा ने
ग़म मेरा मिटा गये थे, उन होंटों के पैमाने
अब तक है वो मस्ती बाकी हम होश में क्या आयें
छाई थीं नीली घटायें
जब चाँद मेरा निकला छाई थीं नीली घटायें
jab chāṇd merā niklā chhāī thīṅ nīlī ghaṭāyeṅ
jab chāṇd merā niklā
us rāt ke
us rāt ke ek sukh se sau rāt bhī śharmāyeṅ
chhāī thīṅ nīlī ghaṭāyeṅ
jab chāṇd merā niklā
un āṇkhoṅ se kahte the
un āṇkhoṅ se kahte the āṇkheṅ merī khuśhī meṅ
tum amar ujālā ho, do din kī ziṅdgī meṅ
phir kyūṇ na tumheṅ pā ke ham bhāg pe itrāyeṅ
chhāī thīṅ nīlī ghaṭāyeṅ
jab chāṇd merā niklā
ākāśh pe jab chhāye ghanghor aṇdhiyāre the
tab man ke gagan meṅ mere ugte huye tāre the
jādū sā mujh pe kiyā thā, jādū bharī havā ne
ġham merā miṭā gaye the, un hoṅṭoṅ ke paimāne
ab tak hai vo mastī bākī ham hośh meṅ kyā āyeṅ
chhāī thīṅ nīlī ghaṭāyeṅ
jab chāṇd merā niklā chhāī thīṅ nīlī ghaṭāyeṅ