Ishq mujhko naheen vahshat hee sahee

इश्क़ मुझको नहीं वहशत ही सही
Year
Language

हाँ हाँ
इश्क़ मुझको नहीं वहशत ही सही -2
मेरी वहशत तेरी शोहरत ही सही -2
ही
मेरी वहशत तेरी शोहरत ही सही

क़ता कीजे ना तआल्लुक़ हमसे -2
कुछ नहीं है तो अदावत ही सही
हाँ
कुछ नहीं है तो अदावत ही सही

हम भी दुशमन तो नहीं हैं अपने -2
ग़ैर को तुझसे मोहब्बत ही सही
हाँ
ग़ैर को तुझसे मोहब्बत ही सही

हम कोई तर्क़-ए-वफ़ा करते हैं -2
ना सही इश्क़ मुसीबत ही सही
हाँ
ना सही इश्क़ मुसीबत ही सही
हाँ
ना सही इश्क़ मुसीबत ही सही

कुछ तो दे ऐ फ़लक़-ए-ना-इन्साफ़ -2
आह-ओ-फ़रियाद की रूबत ही सही
हाँ
आह-ओ-फ़रियाद की रूबत ही सही

हम भी तक़लीम की
ही ही
हम भी तक़लीम की ख़ूँ डालेंगे -2
बेनियाज़ी तेरी आदत ही सही
हाँ
बेनियाज़ी तेरी आदत ही सही

यार के छेड़ चली जाये असद
हाँ
ए
यार के छेड़ चली जाये असद
गर नहीं वस्ल तो हसरत ही सही -2

इश्क़ मुझको नहीं वहशत ही सही

hāṇ hāṇ
iśhq mujhko nahīṅ vahśhat hī sahī -2
merī vahśhat terī śhohrat hī sahī -2
hī
merī vahśhat terī śhohrat hī sahī

qatā kīje nā taālluq hamse -2
kuchh nahīṅ hai to adāvat hī sahī
hāṇ
kuchh nahīṅ hai to adāvat hī sahī

ham bhī duśhman to nahīṅ haiṅ apne -2
ġhair ko tujhse mohabbat hī sahī
hāṇ
ġhair ko tujhse mohabbat hī sahī

ham koī tarq-e-vafā karte haiṅ -2
nā sahī iśhq musībat hī sahī
hāṇ
nā sahī iśhq musībat hī sahī
hāṇ
nā sahī iśhq musībat hī sahī

kuchh to de ai falaq-e-nā-insāf -2
āh-o-fariyād kī rūbat hī sahī
hāṇ
āh-o-fariyād kī rūbat hī sahī

ham bhī taqlīm kī
hī hī
ham bhī taqlīm kī khūṇ ḍāleṅge -2
beniyāzī terī ādat hī sahī
hāṇ
beniyāzī terī ādat hī sahī

yār ke chheṛ chalī jāye asad
hāṇ
e
yār ke chheṛ chalī jāye asad
gar nahīṅ vasl to hasrat hī sahī -2

iśhq mujhko nahīṅ vahśhat hī sahī