अँखियों में अँखियाँ डाल के
अँखियों में अँखियाँ डाल के बैरी ले गई दिल निकाल के
सुन सजनी वे सुन सजनी इसे रखना ज़रा सम्भाल के
नहीं तो हम मर जाएंगे कुछ कर जाएंगे
अँखियों में अँखियाँ बैरी ले गया दिल निकाल के
सुन सजना वे सुन सजना इसे रखना ज़रा सम्भाल के
नहीं तो हम मर जाएंगे कुछ कर जाएंगे
सुन सुन कहती है मस्त पवन बजने दे प्यार की धुन
छुन छुन कर के पायलिया कहती है मुझे बस चुन
ओ ओ
अब तुझ से मुहोब्बत है करना तेरे साथ ही जीना मरना
सुन सजना वे सुन सजना हम पंछी हैं इक डाल के
अँखियों में अँखियाँ …
सुन सुन सजना प्यार में है अब पागल मेरा मन
सजनी रे सजनी प्यार तो है इक मीठी सी उलझन
ओ ओ
मन चाहे तुझी में है खोना तुझे पा के तेरा ही होना
सुन सजनी वे सुन सजनी हम पंछी हैं इक डाल के
अँखियों में अँखियाँ …
aṇkhiyoṅ meṅ aṇkhiyāṇ ḍāl ke bairī le gaī dil nikāl ke
sun sajnī ve sun sajnī ise rakhnā zarā sambhāl ke
nahīṅ to ham mar jāeṅge kuchh kar jāeṅge
aṇkhiyoṅ meṅ aṇkhiyāṇ bairī le gayā dil nikāl ke
sun sajnā ve sun sajnā ise rakhnā zarā sambhāl ke
nahīṅ to ham mar jāeṅge kuchh kar jāeṅge
sun sun kahtī hai mast pavan bajne de pyār kī dhun
chhun chhun kar ke pāyliyā kahtī hai mujhe bas chun
o o
ab tujh se muhobbat hai karnā tere sāth hī jīnā marnā
sun sajnā ve sun sajnā ham paṅchhī haiṅ ik ḍāl ke
aṇkhiyoṅ meṅ aṇkhiyāṇ …
sun sun sajnā pyār meṅ hai ab pāgal merā man
sajnī re sajnī pyār to hai ik mīṭhī sī uljhan
o o
man chāhe tujhī meṅ hai khonā tujhe pā ke terā hī honā
sun sajnī ve sun sajnī ham paṅchhī haiṅ ik ḍāl ke
aṇkhiyoṅ meṅ aṇkhiyāṇ …