Title (Indic)अब कहाँ प्यार में पाकीज़गी का नाम-ओ-निशाँ WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Runa Laila LyricsHindiअब कहाँ प्यार में पाकीज़गी का नाम-ओ-निशाँ जिस्म की भूक है और इसके सिवा कुछ भी नहीं वो सदी बीत चुकी जिसमें थे लैला मजनू आज तो सिर्फ़ है दुनिया में दिखावे का जुनूँ और फिर ढूँढते फिरते हैं मुहब्बत का सुकूँ इन इरादों में गुनाहों के सिवा कुछ भी नहीं ज़ुल्म होता है अंधेरों में हवस पलती है जिसमें ताक़त है यहाँ उसकी सदा चलती है ज़ख़्म ताज़ा हैं मगर फिर भी छुरी चलती है मर्ज़ कुछ ऐसे भी हैं जिनकी दवा कुछ भी नहीं Englishab kahāṇ pyār meṅ pākīzgī kā nām-o-niśhāṇ jism kī bhūk hai aur iske sivā kuchh bhī nahīṅ vo sadī bīt chukī jismeṅ the lailā majnū āj to sirf hai duniyā meṅ dikhāve kā junūṇ aur phir ḍhūṇḍhte phirte haiṅ muhabbat kā sukūṇ in irādoṅ meṅ gunāhoṅ ke sivā kuchh bhī nahīṅ zulm hotā hai aṅdheroṅ meṅ havas paltī hai jismeṅ tāqat hai yahāṇ uskī sadā chaltī hai zakhm tāzā haiṅ magar phir bhī chhurī chaltī hai marz kuchh aise bhī haiṅ jinkī davā kuchh bhī nahīṅ