आप आये तो ख़याल-ए-दिल-ए-ना-शाद आया
आप आये तो ख़याल-ए-दिल-ए-ना-शाद आया
आप ने याद दिलाया तो मुझे याद आया
क्या कहा फिर तो कहो भूल गये हम किसको
सदक़े उसके जो तुम्हें भूल के भी याद आया
नज़र आती हैं कई ऐसी भी क़ातिल शक़्लें
देख कर जिनकी तरफ़ हमको ख़ुदा याद आया
कल शब में कोई सौ बार तो बिजली चमकी
रात दिल को कोई सौ बार तू ही याद आया
āp āye to khayāl-e-dil-e-nā-śhād āyā
āp ne yād dilāyā to mujhe yād āyā
kyā kahā phir to kaho bhūl gaye ham kisko
sadaqe uske jo tumheṅ bhūl ke bhī yād āyā
nazar ātī haiṅ kaī aisī bhī qātil śhaqleṅ
dekh kar jinkī taraf hamko khudā yād āyā
kal śhab meṅ koī sau bār to bijlī chamkī
rāt dil ko koī sau bār tū hī yād āyā