आँख में कजरा ... मेरी चूनर उड़ उड़ जाए
आँख में कजरा बाल में गजरा बिंदिया झोला खाए रे
देख के तेरी मस्त जवानी चंदा भी शरमाए रे
ओय ओय ओय ओय ओय
मेरी चूनर उड़ उड़ जाए
हाय मेरा दिल घबराए
कोई ये तो बताए मुझे ये क्या हुआ है
मेरा दिल क्यूँ मचला जाए हाय
मेरी चूनर उड़ उड़ जाए …
चुनरी चुनर तेरी चुनरी चुनर तेरी
उनके दरस को हरपल मेरी आँखें तरसी जाएं
तन्हाई बेचैनी मुझको क्यूं इतना तड़पाएं
खनन खनन खनन खनन
कोई ये तो बताए …
चुनरी चुनर तेरी चुनरी चुनर तेरी
रंग रंगीली चूनर मेरी लहरों सी लहराए
मस्त पवन के चंचल झोंके प्रीत के गीत सुनाएं
खनन खनन खनन खनन
कोई ये तो बताए …
āṇkh meṅ kajrā bāl meṅ gajrā biṅdiyā jholā khāe re
dekh ke terī mast javānī chaṅdā bhī śharmāe re
oy oy oy oy oy
merī chūnar uṛ uṛ jāe
hāy merā dil ghabrāe
koī ye to batāe mujhe ye kyā huā hai
merā dil kyūṇ machlā jāe hāy
merī chūnar uṛ uṛ jāe …
chunrī chunar terī chunrī chunar terī
unke daras ko harpal merī āṇkheṅ tarsī jāeṅ
tanhāī bechainī mujhko kyūṅ itnā taṛpāeṅ
khanan khanan khanan khanan
koī ye to batāe …
chunrī chunar terī chunrī chunar terī
raṅg raṅgīlī chūnar merī lahroṅ sī lahrāe
mast pavan ke chaṅchal jhoṅke prīt ke gīt sunāeṅ
khanan khanan khanan khanan
koī ye to batāe …