आज की रात मोहब्बत है जवाँ
आज की रात मोहब्बत है जवाँ -2
आज की रात
आज की रात मोहब्बत है जवाँ
कोई देखे मेरी दुनिया का समाँ -2
आज की रात
आज की रात मोहब्बत है जवाँ -2
आज की रात
कोई अयेगा यहाँ प्यार की दुनिया ले कर -2
दिल में अरमान तो आँखों में तमन्ना ले कर -2
मुस्करायेगा मोहब्बत का जहाँ -2
आज की रात
आज की रात मोहब्बत है जवाँ -2
आज की रात
जब सुनायेगा मोहब्बत का फ़साना कोई -2
प्यार में डूबा हुआ दिल का तराना कोई -2
दो दिल हो जायेंगे फिर एक यहाँ -2
आज की रात
आज की रात मोहब्बत है जवाँ -2
आज की रात
रात ये प्यार की है इसका सवेरा न हो -2
आज के चाँद की क़िस्मत में अन्धेरा न हो -2
आज की रात रहे यूँ ही जवाँ -2
आज की रात
आज की रात मोहब्बत है जवाँ -2
आज की रात्
āj kī rāt mohabbat hai javāṇ -2
āj kī rāt
āj kī rāt mohabbat hai javāṇ
koī dekhe merī duniyā kā samāṇ -2
āj kī rāt
āj kī rāt mohabbat hai javāṇ -2
āj kī rāt
koī ayegā yahāṇ pyār kī duniyā le kar -2
dil meṅ armān to āṇkhoṅ meṅ tamannā le kar -2
muskrāyegā mohabbat kā jahāṇ -2
āj kī rāt
āj kī rāt mohabbat hai javāṇ -2
āj kī rāt
jab sunāyegā mohabbat kā fasānā koī -2
pyār meṅ ḍūbā huā dil kā tarānā koī -2
do dil ho jāyeṅge phir ek yahāṇ -2
āj kī rāt
āj kī rāt mohabbat hai javāṇ -2
āj kī rāt
rāt ye pyār kī hai iskā saverā na ho -2
āj ke chāṇd kī qismat meṅ andherā na ho -2
āj kī rāt rahe yūṇ hī javāṇ -2
āj kī rāt
āj kī rāt mohabbat hai javāṇ -2
āj kī rāt