Aaj chaahe honth see do kaat do chaahe zabaan

आज चाहे होंठ सी दो काट दो चाहे ज़बाँ
Year
Language

हे हे
आज चाहे होंठ सी दो काट दो चाहे ज़बाँ
कल ज़माना ख़ुद ही दोहरायेगा मेरी दास्ताँ

मैं रहूँ या ना रहूँ चर्चे रहेंगे प्यार के
जोश फिर भी कम न होंगे मुझे दिल-ए-बीमर के
बन के गुल महकेंगे देखो घाव भी तलवार के
मौत भी गहना बनेगी ज़िंदगी होगी जवाँ

ये जुनून-ए-इश्क़ है इसका नशा उतरेगा क्‌या
राह-ए-दिल से कारवाँ अब दूसरा गुज़रेगा क्‌या
इश्क़ से यारी न हो तो हुस्न फिर निखरेगा क्‌या
जानती है ये ज़मीं और जानता है आसमाँ

he he
āj chāhe hoṅṭh sī do kāṭ do chāhe zabāṇ
kal zamānā khud hī dohrāyegā merī dāstāṇ

maiṅ rahūṇ yā nā rahūṇ charche raheṅge pyār ke
jośh phir bhī kam na hoṅge mujhe dil-e-bīmar ke
ban ke gul mahkeṅge dekho ghāv bhī talvār ke
maut bhī gahnā banegī ziṅdgī hogī javāṇ

ye junūn-e-iśhq hai iskā naśhā utregā k‌yā
rāh-e-dil se kārvāṇ ab dūsrā guzregā k‌yā
iśhq se yārī na ho to husn phir nikhregā k‌yā
jāntī hai ye zamīṅ aur jāntā hai āsmāṇ