Aae hain samjhaane log, hain kitne deevaane log

आए हैं समझाने लोग, हैं कितने दीवाने लोग्
Year
Language

आए हैं समझाने लोग
हैं कितने दीवाने लोग

दैर-ओ-हरम में चैन जो मिलता
क्‌यूं जाते मैखाने लोग

जान के सब कुछ कुछ भी ना जाने
हैं कितने अन्जाने लोग

वक़्त पे काम नहीं आते हैं
ये जाने पहचाने लोग

अब जब मुझको होश नहीं है
आए हैं समझाने लोग
हैं कितने …

āe haiṅ samjhāne log
haiṅ kitne dīvāne log

dair-o-haram meṅ chain jo miltā
k‌yūṅ jāte maikhāne log

jān ke sab kuchh kuchh bhī nā jāne
haiṅ kitne anjāne log

vaqt pe kām nahīṅ āte haiṅ
ye jāne pahchāne log

ab jab mujhko hośh nahīṅ hai
āe haiṅ samjhāne log
haiṅ kitne …