ओ प्रिया जब जब तू मेरे सामने ... तुझे छूने को दिल करे
ओ प्रिया जब जब तू मेरे सामने आती है
मेरे दिल में इक अजीब सी हलचल होने लगती है
तू मेरा प्यार मेरी पूजा मेरी ज़िंदगी है
आ देख देख तू मेरा पागलपन
कि मैं हर चेहरे में तेरा चेहरा तलाश करता हूँ
ये मुझे क्या हो गया है
क्या कहूं बस तुझे छूने को दिल करे
तुझे पाने को दिल करे बस
तुझे छूने को दिल करे
तुझे पाने को दिल करे बस
जो बात मेरे दिल में छुपी वो बताने को दिल करे
ओ प्रिया ओ प्रिया प्रिया प्रिया
तुझे छूने को …
ये रूप महका ये ज़ुल्फ़ बिखरी ये दिल लुभाना तेरा
मदहोश मुझको करने लगा है यूं मुस्कुराना तेरा
तेरी धड़कन में आज तो बस जाने को दिल करे
तुझे छूने को …
जज़्बात दिल के फिर आज बदले मौसम है रंगों भरा
फूलों के जैसे खिलते बदन को आ चूम लूं मैं ज़रा
तुझे छूने को …
o priyā jab jab tū mere sāmne ātī hai
mere dil meṅ ik ajīb sī halchal hone lagtī hai
tū merā pyār merī pūjā merī ziṅdgī hai
ā dekh dekh tū merā pāgalpan
ki maiṅ har chehre meṅ terā chehrā talāśh kartā hūṇ
ye mujhe kyā ho gayā hai
kyā kahūṅ bas tujhe chhūne ko dil kare
tujhe pāne ko dil kare bas
tujhe chhūne ko dil kare
tujhe pāne ko dil kare bas
jo bāt mere dil meṅ chhupī vo batāne ko dil kare
o priyā o priyā priyā priyā
tujhe chhūne ko …
ye rūp mahkā ye zulf bikhrī ye dil lubhānā terā
madhośh mujhko karne lagā hai yūṅ muskurānā terā
terī dhaṛkan meṅ āj to bas jāne ko dil kare
tujhe chhūne ko …
jazbāt dil ke phir āj badle mausam hai raṅgoṅ bharā
phūloṅ ke jaise khilte badan ko ā chūm lūṅ maiṅ zarā
tujhe chhūne ko …