ओ प्रीत निभानेवाली मुझे ख़बर है
ओ प्रीत निभानेवाली मुझे ख़बर है
तू भुलेगी एक दिन मेरा प्यार
अपने गले से मेरे प्रेम की
माला देगी उतार
मेरी आशाओँ की बस्ती को मिटायेगी तू
दिल मेरा लूट के इक दिन चली जायेगी तू
ओ दिल से खेलनेवाली
प्रेम भरे अरमानों से
है खेलना तेरा काम
तेरी नज़र में कोई चीज़
नहीं है दिल का दाम
मेरी आशाओँ की बस्ती को मिटायेगी तू
दिल मेरा लूट के इक दिन चली जायेगी तू
ओ यौवन मद-मतवाली
तेरे चरणों को आता है
प्रेम का ठुकरा देना
तेरी आँखें जानती हैं
दिल ले कर बहका देना
मेरी आशाओँ की बस्ती को मिटायेगी तू
दिल मेरा लूट के इक दिन चली जायेगी तू
o prīt nibhānevālī mujhe khabar hai
tū bhulegī ek din merā pyār
apne gale se mere prem kī
mālā degī utār
merī āśhāoṇ kī bastī ko miṭāyegī tū
dil merā lūṭ ke ik din chalī jāyegī tū
o dil se khelnevālī
prem bhare armānoṅ se
hai khelnā terā kām
terī nazar meṅ koī chīz
nahīṅ hai dil kā dām
merī āśhāoṇ kī bastī ko miṭāyegī tū
dil merā lūṭ ke ik din chalī jāyegī tū
o yauvan mad-matvālī
tere charṇoṅ ko ātā hai
prem kā ṭhukrā denā
terī āṇkheṅ jāntī haiṅ
dil le kar bahkā denā
merī āśhāoṇ kī bastī ko miṭāyegī tū
dil merā lūṭ ke ik din chalī jāyegī tū