Title (Indic)तेरी आँखों के सिवा दुनिया में रखा क्या है WorkChirag Year1969 LanguageHindi Credits Role Artist Music Madan Mohan Performer Mohammad Rafi Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiतेरी आँखों के सिवा दुनिया में रखा क्या है ये उठे सुबह चले, ये झूके शाम ढले मेरा जीना, मेरा मरना, इन ही पलकों के तले पलकों की गलियों में चेहरे बहारों के हसते हुए है मेरे ख्वाबों के क्या क्या नगर इन में बसते हुए ये उठे सुबह चले, ये झूके शाम ढले मेरा जीना, मेरा मरना, इन ही पलकों के तले इन में मेरे आनेवाले जमाने की तसवीर है चाहत के काजल से लिखी हुई मेरी तकदीर है ये उठे सुबह चले, ये झूके शाम ढले मेरा जीना, मेरा मरना, इन ही पलकों के तले Englishterī āṇkhoṅ ke sivā duniyā meṅ rakhā kyā hai ye uṭhe subah chale, ye jhūke śhām ḍhale merā jīnā, merā marnā, in hī palkoṅ ke tale palkoṅ kī galiyoṅ meṅ chehre bahāroṅ ke haste hue hai mere khvāboṅ ke kyā kyā nagar in meṅ baste hue ye uṭhe subah chale, ye jhūke śhām ḍhale merā jīnā, merā marnā, in hī palkoṅ ke tale in meṅ mere ānevāle jamāne kī tasvīr hai chāhat ke kājal se likhī huī merī takdīr hai ye uṭhe subah chale, ye jhūke śhām ḍhale merā jīnā, merā marnā, in hī palkoṅ ke tale