Title (Indic)तेरी आँखों के सिवा दुनिया में रखा क्या है WorkChirag Year1969 LanguageHindi Credits Role Artist Music Madan Mohan Performer Lata Mangeshkar Performer Mohammad Rafi Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiतेरी आँखों के सिवा दुनिया में रक्खा क्या है ये उठें सुबह चले, ये झुकें शाम ढले मेरा जीना मेरा मरना इन्हीं पलकों के तले तेरी आँखों के सिवा … (रफ़ी) पलकों की गलियों में चेहरे बहारों के हँसते हुए हैं मेरे ख़ाबों के क्या-क्या नगर इनमें बसते हुए ये उठें सुबह चले … इनमें मेरे आनेवाले ज़माने की तस्वीर है चाहत के काजल से लिखी हुई मेरी तक़दीर है ये उठें सुबह चले … (लता) ठोकर जहाँ मैने खाई इन्होंने पुकारा मुझे ये हमसफ़र हैं तो काफ़ी है इनका सहारा मुझे ये उठें सुबह चले … ये हों कहीं इनका साया मेरे दिल से जाता नहीं इनके सिवा अब तो कुछ भी नज़र मुझको आता नहीं ये उठें सुबह चले … Englishterī āṇkhoṅ ke sivā duniyā meṅ rakkhā kyā hai ye uṭheṅ subah chale, ye jhukeṅ śhām ḍhale merā jīnā merā marnā inhīṅ palkoṅ ke tale terī āṇkhoṅ ke sivā … (rafī) palkoṅ kī galiyoṅ meṅ chehre bahāroṅ ke hṇste hue haiṅ mere khāboṅ ke kyā-kyā nagar inmeṅ baste hue ye uṭheṅ subah chale … inmeṅ mere ānevāle zamāne kī tasvīr hai chāhat ke kājal se likhī huī merī taqdīr hai ye uṭheṅ subah chale … (latā) ṭhokar jahāṇ maine khāī inhoṅne pukārā mujhe ye hamasafar haiṅ to kāfī hai inkā sahārā mujhe ye uṭheṅ subah chale … ye hoṅ kahīṅ inkā sāyā mere dil se jātā nahīṅ inke sivā ab to kuchh bhī nazar mujhko ātā nahīṅ ye uṭheṅ subah chale …