dil hai sanam dil jis tarah ye śhabnam
gā rahī hai dhaṛkan tere gīt hardam
maiṅ terī dilrubā tū hai merī sargam
jaltā hai badan merā chhū le tū mujhe zarā
dūrī kyoṅ mere piyā sīne se mujhe lagā
kyā ho mere tum ye kaise tumheṅ samjhāūṇ
tum ho mere sanam kaise tum bin muskāūṇ
kahtā hai āj ye merā pyār terī bāṇhoṅ meṅ simaṭ jāūṇ
hoṅṭhoṅ kā ras pilā do mujhe maiṅ tum se lipaṭ jāūṇ
jaltā hai badan merā chhū le tū mujhe zarā
dūrī kyoṅ mere piyā sīne se mujhe lagā
dil hai sanam dil jis tarah ye śhabnam
gā rahī hai dhaṛkan tere gīt hardam
maiṅ terī dilrubā tū hai merī sargam
dhīre-dhire kuchh amarat barsāo
ye jāṇ nikle ab aur nā tarsāo
bhīgā huā badan hai merā kuchh aur bhigā jāo
mere jān-e-jāṇ āj pyār meṅ ḍūb jayeṅge ham aur tum
jaltā hai badan merā chhū le tū mujhe zarā
dūrī kyoṅ mere piyā sīne se mujhe lagā
dil hai sanam dil jis tarah ye śhabnam
gā rahī hai dhaṛkan tere gīt hardam
maiṅ terī dilrubā tū hai merī sargam