ham bhī tum bhī chor haiṅ sāthī yād rakhnā hardam
sach kabhī tum bol na denā man meṅ rakhnā hardam
tumne mujhko chor banāyā tū hī sachchā hamdam
choroṅ kā hai pakkā riśhtā yād rakhnā hardam hardam
police pīchhe-pīchhe bhāge āge hoṅ ham hardam
bhāgam-bhāgī āṇkh-micholī khel haiṅ ye kyā kam
ūpar vālā sāth hamāre phir hameṅ hai kyā ġham
chorī ke dhaṅdhe meṅ sāthī jān phṇsī hai hardam hardam
ziṅdgī kī qasam bahut majbūr ho gaye ham
ban gaye chor jab dukh hamāre ho gaye kam
bevafā jab dil ko churātī kyā kareṅge phir ham
duniyā meṅ sab gol-māl hai yād rakhnā hardam hardam
khol deṅ koī bhī tijorī mil gaye jab ham-tum
luṭ bhī jāyeṅ piṭ bhī jāyeṅ khuśh raheṅge hardam
kabhī hoṅ aṅdar kabhī hoṅ bāhar kyā hai is meṅ aṅtar
māl mile to mauj uṛāyeṅ yād rakhnā hardam hardam
ham bhī tum bhī chor haiṅ sāthī yād rakhnā hardam
sāth ho chor kā phir kisī se kyoṅ ḍareṅ ham
chor do mil gaye do nadi kā huā saṅgam
jo khazānā ham ko milegā bāṅṭ leṅge ham-tum
yār mere tum dagā na denā dost rahnā hardam hardam
ham bhī tum bhī chor haiṅ sāthī yād rakhnā hardam
sach kabhī tum bol nā denā man meṅ rakhnā hardam