gā: aṅbar ko apnī bāṇhoṅ meṅ āj bhar le
jo bhī tamannā hai sāth mere kar le
ra ra ra
rak rak rak
ta dhin
re re tran -7
śha: ( rak rakak
rak rakak rakakak
ta dhin ta dhin ta dhin
ta dhin ta dhin ta dhin ) -2
gā: dhin ta dhin ta na na -4
do: dhin ta dhin ta na na -4
gā: aisā mauqā phir kahāṇ
anjānā sahmā samāṇ
ā jā dikhā dūṇ
tujhko qahaqśhā
aisā nazārā
hai yahāṇ kahāṇ
kuchh nahīṅ muśhqil hai
sabko samjhānā hai
chāṇd ko tāroṅ ko
dhartī pe lānā hai
aṅbar ko apnī bāṇhoṅ meṅ āj bhar le
jo bhī tamannā hai sāth mere kar le
ku: re
aisā mauqā phir kahāṇ
anjānā sahmā samāṇ
gā: ā jā dikhā dūṇ
tujhko qahaqśhā
aisā nazārā
hai yahāṇ kahāṇ
do: aṅbar ko apnī bāṇhoṅ meṅ āj bhar le
gā: he
do: dhin ta dhin ta na na -8
gā: maiṅ jahāṇ hūṇ ziṅdgī hai
ziṅdgī kī har khuśhī hai
hai merī raṅgat judā
ku: he
is adā se is nazar se
is nazar ke har asar se
koī nahīṅ bach sakā
gā: dil ko thām le
merā nām le
ku: lāye hośh meṅ
aisā jām le
gā: hoṅṭhoṅ pe
ko: sāġhar sajā le
gā: palkoṅ se
ko: pal-pal uṭhā le
gā: nūroṅ kī
ko: duniyā basā le
gā: jannat kī
ko: raunak churā le
gā: aṅbar ko apnī bāṇhoṅ meṅ āj bhar le
jo bhī tamannā hai sāth mere kar le
ku: aisā mauqā phir kahāṇ
anjānā sahmā samāṇ
gā: ( dhin ta dhin ta na na
ko: dhin ta dhin ta na na ) -8