soch lo
nahīṅ nahīṅ nahīṅ
merī āṇkhoṅ meṅ dekho lālī
( merā bole-bole merā man bole
merā ḍole-ḍole merā tan ḍole ) -2
bole bole bole
ḍole ḍole ḍole
śha: ( bole sakhīyā ye man bole
chi: ḍole savriyā tan ḍole ) -2
śha: ho
rut ye badal jāye jab merā dil chāhe
chi: aṇkhiyoṅ meṅ terī piyā svarg nazar āye
śha: bāṇhoṅ meṅ ājā jiyā tere bin nā jāye
ā jā le chalūṇ tujhe sajnī gagan meṅ
chāṇd sitāre sāre hoṅge āṇgan meṅ
chi: tū aur maiṅ jahāṇ koī nahīṅ ho
aisī jagah vahāṇ sirf hamīṅ hoṅ
śha: bādloṅ ko oṛhe huye terā badan ho
chāṇdnī ko bhī jānā tujhse jalan ho
saṅ: dil kā qarār mere dil kā chainā
tere vardānoṇ meṅ mujhko rahnā
mujhko rahnā -2
( merā bole-bole merā man bole
merā ḍole-ḍole merā tan ḍole ) -4
bole bole bole
ḍole ḍole ḍole
chi: iśhq merā tū hī merī mohabbat
ḍole ḍole ḍole
kaise batāūṇ tujhe apnī chāhat
ḍole ḍole ḍole
iśhq merā tū hī merī mohabbat
kaise batāūṇ tujhe apnī chāhat
śha: har dhaṛkan meṅ sirf basī tū
sāṇsoṅ meṅ mahke tere jism kī khuśhbū
chi: kartī hūṇ yārā maiṅ terī ibādat
tujhse sanam merī rūh ko rāhat
saṅ: tū hī naśhā hai tū hī junūṇ hai
terī āġhośh hai merā suqūṇ hai
merā suqūṇ hai -2
( merā bole-bole merā man bole
merā ḍole-ḍole merā tan ḍole ) -2
man ḍole
ḍole man ḍole
man ḍole
hāṇ man ḍole