Title (Indic)आजा माहिया आ धूप मलूँ मैं WorkFiza Year2000 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Alka Yagnik Performer Udit Narayan Writer Gulzar LyricsHindiमाही रे माही माही रे आजा माही मेरे आजा माही मेरे आजा माही मेरे आ आ धूप मलूँ मैं तेरे हाथों में आ सजदा करूं मैं तेरे हाथों में ओ सुबह की मेहंदी छलक रही है आजा आजा माहिया आजा आजा माहिया हो आजा माहिया आहिस्ता पुकारो सब सुन लेंगे बस लबों से छू लो लब सुन लेंगे आ आँख भी कल से फड़क रही है आजा आजा माहिया … इक नूर से आँखें चौंक गईं देखा जो तुझे आईने में कोई नूर किरन होगी वो भी जो चुभने लगी है सीने में आजा माहिया … लाल हो जब ये शाम किनारा ओढ़ा लेना सर पे सारा चल रोक ले सूरज छुप जाएगा पानी में गिर के बुझ जाएगा आजा माहिया … Englishmāhī re māhī māhī re ājā māhī mere ājā māhī mere ājā māhī mere ā ā dhūp malūṇ maiṅ tere hāthoṅ meṅ ā sajdā karūṅ maiṅ tere hāthoṅ meṅ o subah kī mehaṅdī chhalak rahī hai ājā ājā māhiyā ājā ājā māhiyā ho ājā māhiyā āhistā pukāro sab sun leṅge bas laboṅ se chhū lo lab sun leṅge ā āṇkh bhī kal se phaṛak rahī hai ājā ājā māhiyā … ik nūr se āṇkheṅ chauṅk gaīṅ dekhā jo tujhe āīne meṅ koī nūr kiran hogī vo bhī jo chubhne lagī hai sīne meṅ ājā māhiyā … lāl ho jab ye śhām kinārā oṛhā lenā sar pe sārā chal rok le sūraj chhup jāegā pānī meṅ gir ke bujh jāegā ājā māhiyā …