khudā apne valiyoṅ se hotā hai rāzī
milegī ye dar se hameṅ sarfrāzī
yahāṇ dil se māṇgo ye hājī alī haiṅ
khudā ke valī haiṅ
śhāh-e-samandar ibn-e-haidar
śhah-e-samandar ik nazar
piyā hājī alī, piyā hājī alī, piyā hājī alī, piyā ho -2
tum samaṅdhar ke dhanī
bābā hājī alī bābā hājī alī bābā hājī alī
tum samaṅdhar ke dhanī
bab hājī alī, bab hājī alī,
hai tumhārā dar dar mustafā dar murtazā marahbā
piyā hājī alī piyā hājī alī piyā hājī alī piyā ho -2
nūr vāle nūr vāle
bhole-bhāle bhole-bhāle
nūr vāle nūr vāle
sāyā sab pe ḍāl de
piyā hājī alī piyā hājī alī piyā hājī alī piyā ho -2
piyā hājī alī piyā hājī alī -2
yahāṇ hiṅdū muslim sikh isāī faiz pāte haiṅ -2
ye samandar roz dar pe detā hai pahrā
hai sarāpā nūr vālā āpkā chehrā
piyā hājī alī, piyā hājī alī, piyā hājī alī, piyā ho -2
do mohammad mustafā ke nām ka sadkā
de do nām kā sadkā
do mohammad mustafā ke nām ka sadkā
de do nām kā sadkā
koī bhī māyūs is dar se nahiṅ lauṭā
bābā koī nahiṅ lauṭā
kiske dil meṅ kyā chhupā hai sab tumheṅ mālūm hai -2
āpke faiz-o-karam bhī arśh par bhī dhūm hai
bābā hājī alī bābā hājī alī
suno ham garīboṅ kī iltijā ham par karam kīje
piyā hājī alī piyā hājī alī piyā hājī alī piyā ho -2
āp par sārī khudāī nāz kartī hai
bābā nāz kartīi hai
bigaṛī qismat āpke dar par sṇvartī hai
are qismat sṇvartī hai
jab talak ummīd merī bar na āyegī -2
ziṅdgī dahlīz par āṇsū bahāyegī
bābā hājī alī bābā hājī alī
bābā jo bhi āpkā ho chukā use kyā gumāṇ hogā
piyā hājī alī piyā hājī alī piyā hājī alī piyā ho -2
hājī alī
piyā hājī alī piyā hājī alī piyā hājī alī piyā ho
piyā
piyā hājī alī piyā hājī alī piyā hājī alī piyā ho
hājī alī
piyā hājī alī piyā hājī alī piyā hājī alī piyā ho -2
hājī alī
piyā hājī alī piyā hājī alī piyā hājī alī piyā ho
alī
piyā hājī alī piyā hājī alī piyā hājī alī piyā ho