Title (Indic)ओ ताक धिना धिन ... सुन मेरे बंधू ... नाच नचाए रुपैया WorkBhabhi Year1991 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Kumar Sanu Writer Dev Kohli LyricsHindiकु: ओ ताक धिना धिन ता ता थैया को: ताक धिना धिन -2 कु: ओ ताक धिना धिन ता ता थैया सुन मेरे बंधू सुन मेरे भैया नाच नचाए रुपैया -2 क्यों जी सच कहा या झूठ कहा -2 को: तूने सच कहा हाँ जी सच कहा -2 कु: ओ ताक धिना धिन … लड़की ग़रीब की घर जो आए सासू जी नाक चढ़ाए ओए माल ख़ज़ाना साथ जो लाए ससुरी सिर पे बिठाए क्यूँ नारी है एक खिलौना माटी मोल बिके क्यों सोना एक जगह तुम देख लो यारों -2 कैसी धूप और छैया को: नाच नचाए रुपैया -2 कु: रोज़ दहेज़ के होवें झगड़े जलते हैं नारी के कपड़े रपट करो दरोगा अकड़े मुजरिम को कौन पकड़े बात पते की कहे दीवाना आज नहीं है वो ज़माना इक पलड़े में नारी बैठे -2 और दूजे में रुपैया को: नाच नचाए रुपैया -2 Englishku: o tāk dhinā dhin tā tā thaiyā ko: tāk dhinā dhin -2 ku: o tāk dhinā dhin tā tā thaiyā sun mere baṅdhū sun mere bhaiyā nāch nachāe rupaiyā -2 kyoṅ jī sach kahā yā jhūṭh kahā -2 ko: tūne sach kahā hāṇ jī sach kahā -2 ku: o tāk dhinā dhin … laṛkī ġharīb kī ghar jo āe sāsū jī nāk chaṛhāe oe māl khazānā sāth jo lāe sasurī sir pe biṭhāe kyūṇ nārī hai ek khilaunā māṭī mol bike kyoṅ sonā ek jagah tum dekh lo yāroṅ -2 kaisī dhūp aur chhaiyā ko: nāch nachāe rupaiyā -2 ku: roz dahez ke hoveṅ jhagaṛe jalte haiṅ nārī ke kapaṛe rapaṭ karo darogā akaṛe mujrim ko kaun pakaṛe bāt pate kī kahe dīvānā āj nahīṅ hai vo zamānā ik palaṛe meṅ nārī baiṭhe -2 aur dūje meṅ rupaiyā ko: nāch nachāe rupaiyā -2