Title (Indic)अच्छा जी ... चेहरे पे पसीने की बूंदे जैसे धूप में WorkBhabhi Year1991 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Udit Narayan Performer Alka Yagnik Writer Dev Kohli LyricsHindiअच्छा जी अच्छा जी चेहरे पे पसीने की बूंदे जैसे धूप में सावन की झड़ियां हो मेरी भीगी भीगी ज़ुल्फ़ों से टूटी हैं शबनम की लड़ियां ये जुर्म है तेरी जवानी का जो लग गईं तुझको हथकड़ियां हाँ हाँ हथकड़ियां देखो हथकड़ियां ये प्रेमी है सीधा सादा तंग करो न मुझको ज्यादा ख्वाब में आना कर जा वादा दुनिया वालों की है बाधा दुनिया वाले क्या कर लेंगे देख के हमको खूब जलेंगे जाने भी दो न please डर लगता है हाय कल परसों फिर तुमसे मिलेंगे अच्छा जी अब हम तो चलेंगे अच्छा जी कहाँ अपने घर अरे अरे कहाँ अपने घर ज़ुल्म न कर ऐ ज़ुल्म न कर कल परसों फिर तुमसे मिलेंगे अच्छा जी जी क्या कहा आपने हो तेरी झांझर की इस छम छम छम छम से गीतों की मधुर बरसात हुई हम दोनों उसमें भीग गए ये अनोखी बात हुई ये दोष है तेरे काजल का दिन डूब गया और रात हुई हाँ हाँ रात हुई देखो रात हुई सुनती जा तू प्रेम कहानी हो गई है ये बात पुरानी देख रात है बड़ी तूफ़ानी मैं नहीं डरती दिलबरजानी रात हो गई तारे खिलेंगे प्यार करेंगे गले मिलेंगे अरे अरे कोई देख लेगा देखने दो रुक जाओ न कल परसों फिर तुमसे मिलेंगे अच्छा जी अच्छा Englishachchhā jī achchhā jī chehre pe pasīne kī būṅde jaise dhūp meṅ sāvan kī jhaṛiyāṅ ho merī bhīgī bhīgī zulfoṅ se ṭūṭī haiṅ śhabnam kī laṛiyāṅ ye jurm hai terī javānī kā jo lag gaīṅ tujhko hathkaṛiyāṅ hāṇ hāṇ hathkaṛiyāṅ dekho hathkaṛiyāṅ ye premī hai sīdhā sādā taṅg karo na mujhko jyādā khvāb meṅ ānā kar jā vādā duniyā vāloṅ kī hai bādhā duniyā vāle kyā kar leṅge dekh ke hamko khūb jaleṅge jāne bhī do na please ḍar lagtā hai hāy kal parsoṅ phir tumse mileṅge achchhā jī ab ham to chaleṅge achchhā jī kahāṇ apne ghar are are kahāṇ apne ghar zulm na kar ai zulm na kar kal parsoṅ phir tumse mileṅge achchhā jī jī kyā kahā āpne ho terī jhāṅjhar kī is chham chham chham chham se gītoṅ kī madhur barsāt huī ham donoṅ usmeṅ bhīg gae ye anokhī bāt huī ye doṣh hai tere kājal kā din ḍūb gayā aur rāt huī hāṇ hāṇ rāt huī dekho rāt huī suntī jā tū prem kahānī ho gaī hai ye bāt purānī dekh rāt hai baṛī tūfānī maiṅ nahīṅ ḍartī dilbarjānī rāt ho gaī tāre khileṅge pyār kareṅge gale mileṅge are are koī dekh legā dekhne do ruk jāo na kal parsoṅ phir tumse mileṅge achchhā jī achchhā