Title (Indic)तन भी बदला .. लुई शमाशा ऊई WorkKranti Year1981 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Performer Nitin Mukesh Writer Santosh Anand LyricsHindiल: तन भी बदला मन भी बदला बदल गई है काया काली रात से जीवन को अब मिल गई उजली छाया को: ये दिल वालों की बस्ती है ये बसते-बसते बसती है ग़म को ख़ुशी में ढाल दे जो भारत की ऐसी हस्ती है जिसने रचा संसार है ये हम रचना उस की गाते हैं ल: लुई शमाशा उई -5 ले जा प्यार ज़रा सा दे जा प्यार ज़रा सा ( उई ) -5 लुई शमाशा … को: लुई शमाशा … ल: लुई शमाशा … मौसम ने ली अंगड़ाई है क़ुदरत ने बाँधी पायल है हाय मैं किसकी बात करूँ दिल मेरा ही घायल है रिश्तों की मेहंदी ले आओ -2 ( दुल्हन सा मुझे सजाओ ) -2 री प्रेम की भाषा उई -5 प्रेम की भाषा ले जा प्यार ज़रा … को: लुई शमाशा … नि: ( हो दिल चन्दा का ले आएँगे सूरज से आँख मिलाएँगे आ जाएँगे जब अपनी पर तारों को तोड़ के लाएँगे ) -2 ल: ओ हो नि: मंज़िल है अपनी राहों में आकाश हमारी बाँहों में देख तमाशा उई -5 देख तमाशा ले जा प्यार ज़रा … ल: उई -4 को: लुई शमाशा … नि: उठकर गिरना गिरकर उठना जीवन की रीत पुरानी है ल: उठकर गिरना गिरकर उठना जीवन की रीत पुरानी है चट्टानों से टकराने की हमने जीवन में ठानी है दो: परवत को धूल बना देंगे -2 सागर को बूँद बना देंगे जागी आशा उई उई -5 जागी आशा उई जागी आशा ले जा प्यार ज़रा … Englishla: tan bhī badlā man bhī badlā badal gaī hai kāyā kālī rāt se jīvan ko ab mil gaī ujlī chhāyā ko: ye dil vāloṅ kī bastī hai ye baste-baste bastī hai ġham ko khuśhī meṅ ḍhāl de jo bhārat kī aisī hastī hai jisne rachā saṅsār hai ye ham rachnā us kī gāte haiṅ la: luī śhamāśhā uī -5 le jā pyār zarā sā de jā pyār zarā sā ( uī ) -5 luī śhamāśhā … ko: luī śhamāśhā … la: luī śhamāśhā … mausam ne lī aṅgaṛāī hai qudarat ne bāṇdhī pāyal hai hāy maiṅ kiskī bāt karūṇ dil merā hī ghāyal hai riśhtoṅ kī mehaṅdī le āo -2 ( dulhan sā mujhe sajāo ) -2 rī prem kī bhāṣhā uī -5 prem kī bhāṣhā le jā pyār zarā … ko: luī śhamāśhā … ni: ( ho dil chandā kā le āeṇge sūraj se āṇkh milāeṇge ā jāeṇge jab apnī par tāroṅ ko toṛ ke lāeṇge ) -2 la: o ho ni: maṅzil hai apnī rāhoṅ meṅ ākāśh hamārī bāṇhoṅ meṅ dekh tamāśhā uī -5 dekh tamāśhā le jā pyār zarā … la: uī -4 ko: luī śhamāśhā … ni: uṭhkar girnā girkar uṭhnā jīvan kī rīt purānī hai la: uṭhkar girnā girkar uṭhnā jīvan kī rīt purānī hai chaṭṭānoṅ se ṭakrāne kī hamne jīvan meṅ ṭhānī hai do: paravat ko dhūl banā deṅge -2 sāgar ko būṇd banā deṅge jāgī āśhā uī uī -5 jāgī āśhā uī jāgī āśhā le jā pyār zarā …