Title (Indic)पिला दे साक़ी मिला के मुझको ... मारा ठुमका बदल गई WorkKranti Year1981 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Writer Santosh Anand LyricsHindiपिला दे साक़ी मिला के मुझको शराब आधी गुलाब आधा मिलेगा रोज़-ए-हशर तुझे भी अजाब आधा सबाब आधा मारा ठुमका बदल गई चाल मितवा देखो-देखो रे हमरा कमाल मितवा मैं चिड़ी रे चिड़ी देख मैं तो उड़ी अपने बाबुल की मैं तो अकेली कुड़ी आशियाना बना ले मुझे घर में बसा ले मेरा क्या है मैं जा के ( मुड़ी ना मुड़ी ) -3 मार डालूँगी ख़ुद को सम्भाल मितवा देखो-देखो रे हमरा … कोई आए भी ना कोई जाए भी ना आज से अपना नाटक शुरू हो गया पहले लैला मरेगी फिर मजनूँ मरेगा फिर दोनों को ज़िन्दा ( किया जाएगा ) -3 नीला अम्बर मैं कर दूँगी लाल मितवा देखो-देखो रे हमरा … Englishpilā de sāqī milā ke mujhko śharāb ādhī gulāb ādhā milegā roz-e-haśhar tujhe bhī ajāb ādhā sabāb ādhā mārā ṭhumkā badal gaī chāl mitvā dekho-dekho re hamrā kamāl mitvā maiṅ chiṛī re chiṛī dekh maiṅ to uṛī apne bābul kī maiṅ to akelī kuṛī āśhiyānā banā le mujhe ghar meṅ basā le merā kyā hai maiṅ jā ke ( muṛī nā muṛī ) -3 mār ḍālūṇgī khud ko sambhāl mitvā dekho-dekho re hamrā … koī āe bhī nā koī jāe bhī nā āj se apnā nāṭak śhurū ho gayā pahle lailā maregī phir majnūṇ maregā phir donoṅ ko zindā ( kiyā jāegā ) -3 nīlā ambar maiṅ kar dūṇgī lāl mitvā dekho-dekho re hamrā …