Title (Indic)ये साये हैं, ये दुनिया है, परछाइयों की WorkSitara Year1980 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Asha Bhosle Writer Gulzar LyricsHindiये साये हैं, ये दुनिया है, परछाइयों की ये साये हैं, ये दुनिया है भरी भीड़ में खाली तन्हाइयों की ये साये हैं ये दुनिया है यहाँ कोई साहिल सहारा नहीं है कहिं दूबने को किनारा नहीं है यहाँ कोई साहिल सहारा नहीं है यहाँ सारी रौनक ये रुसवाइयों की ये साये है, ये दुनिया है परछाइयों की ये साये है, ये दुनिया है … कई चाँद उठकर जलाए बुझाए बहुत हमने चाहा ज़रा नींद आए कई चाँद उठकर जलाए बुझाए यहाँ रात होती है बेज़ारियों की ये साये है, ये दुनिया है परछाइयों की ये साये है, ये दुनिया है … यहाँ सारे चेहरे है माँगे हुए से निगाहों में आँसू भी टके हुए से यहाँ सारे चेहरे है माँगे हुए से बड़ी नीची राहें है ऊँचाइयों की ये साये है, ये दुनिया है परछाइयों की ये साये है, ये दुनिया है भरी भीड़ में खाली तन्हाइयों की ये साये हैं ये दुनिया है … Englishye sāye haiṅ, ye duniyā hai, parchhāiyoṅ kī ye sāye haiṅ, ye duniyā hai bharī bhīṛ meṅ khālī tanhāiyoṅ kī ye sāye haiṅ ye duniyā hai yahāṇ koī sāhil sahārā nahīṅ hai kahiṅ dūbne ko kinārā nahīṅ hai yahāṇ koī sāhil sahārā nahīṅ hai yahāṇ sārī raunak ye rusvāiyoṅ kī ye sāye hai, ye duniyā hai parchhāiyoṅ kī ye sāye hai, ye duniyā hai … kaī chāṇd uṭhkar jalāe bujhāe bahut hamne chāhā zarā nīṅd āe kaī chāṇd uṭhkar jalāe bujhāe yahāṇ rāt hotī hai bezāriyoṅ kī ye sāye hai, ye duniyā hai parchhāiyoṅ kī ye sāye hai, ye duniyā hai … yahāṇ sāre chehre hai māṇge hue se nigāhoṅ meṅ āṇsū bhī ṭake hue se yahāṇ sāre chehre hai māṇge hue se baṛī nīchī rāheṅ hai ūṇchāiyoṅ kī ye sāye hai, ye duniyā hai parchhāiyoṅ kī ye sāye hai, ye duniyā hai bharī bhīṛ meṅ khālī tanhāiyoṅ kī ye sāye haiṅ ye duniyā hai …