Title (Indic)जय हो राधेश्याम की ... ई है बम्बई नगरिया तू देख् WorkDon Year1978 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kalyanji-Anandji Performer Kishore Kumar Writer Anjaan LyricsHindiजय हो राधेश्याम की जय हो सियाराम की और जय हो बम्बईधाम की ई हे ई है ई है बम्बई नगरिया तू देख बबूआ -2 सोने-चाँदी की डगरिया तू देख बबूआ ( जादू-टोने की बजरिया में ) -2 माया की नगरिया में बदले झटपट बदले मुक़द्दर का लेख बबूआ ई है बम्बई नगरिया … ओ देखो दूर-दूर से -2 लोग दूर-दूर से इहाँ आते हैं दाँव लगाने -2 देस-गाँव छोड़ के प्रीत-प्यार तोड़ के ( सोया-सोया नसीबा जगाने ) -2 ( अरे अपना क्या होगा ) -2 होगा सो होगा पासा हमने दिया है फेंक बबूआ ई है बम्बई नगरिया … ( ओ कोई मालामाल है ) -2 कोई तंगहाल है ज़िन्दगी है इहाँ की निराली -2 माल कितना भरा फिर भी देखो ज़रा इहाँ हर आदमी है सवाली -2 बिगड़ी बना ले अरे बिगड़ी बना ले तू cash करवा ले अपने मुक़द्दर का cheque बबूआ ई है बम्बई नगरिया … ये शहरों में शहर है शहर बम्बईवा अरे वाह-वाह बम्बईवा ये बात सभी उल्टी फिर भी वाह रे बम्बईया -2 बिन पानी का धोबी तालाब देखो देखो इहाँ रेती पे पानी का भाव देखो देखो घोड़ों पे करोड़ों का दाँव देखो हसीनों से सभी का लगाव देखो कोई बंदर नहीं है फिर भी नाम बान्द्रा chrch का gate है ( church है लापता ) -3 अजब है ये रंग अनोखा है ढंग नई है तरंग नई है उमंग कोई कंजूस है कोई है मलंग मची है यहाँ देखो आपस में जंग आहा ( आपस में जंग ) -2 दे घुमा के अरे समुन्दर में जैसे है घुल गई भंग ये रंग देख के मैं हो गया दंग तो क्या समझे ई है बम्बई नगरिया … Englishjay ho rādheśhyām kī jay ho siyārām kī aur jay ho bambaīdhām kī ī he ī hai ī hai bambaī nagriyā tū dekh babūā -2 sone-chāṇdī kī ḍagriyā tū dekh babūā ( jādū-ṭone kī bajriyā meṅ ) -2 māyā kī nagriyā meṅ badle jhaṭapaṭ badle muqaddar kā lekh babūā ī hai bambaī nagriyā … o dekho dūr-dūr se -2 log dūr-dūr se ihāṇ āte haiṅ dāṇv lagāne -2 des-gāṇv chhoṛ ke prīt-pyār toṛ ke ( soyā-soyā nasībā jagāne ) -2 ( are apnā kyā hogā ) -2 hogā so hogā pāsā hamne diyā hai pheṅk babūā ī hai bambaī nagriyā … ( o koī mālāmāl hai ) -2 koī taṅghāl hai zindgī hai ihāṇ kī nirālī -2 māl kitnā bharā phir bhī dekho zarā ihāṇ har ādmī hai savālī -2 bigaṛī banā le are bigaṛī banā le tū cash karvā le apne muqaddar kā cheque babūā ī hai bambaī nagriyā … ye śhahroṅ meṅ śhahar hai śhahar bambaīvā are vāh-vāh bambaīvā ye bāt sabhī ulṭī phir bhī vāh re bambaīyā -2 bin pānī kā dhobī tālāb dekho dekho ihāṇ retī pe pānī kā bhāv dekho dekho ghoṛoṅ pe karoṛoṅ kā dāṇv dekho hasīnoṅ se sabhī kā lagāv dekho koī baṅdar nahīṅ hai phir bhī nām bāndrā chrch kā gate hai ( church hai lāptā ) -3 ajab hai ye raṅg anokhā hai ḍhaṅg naī hai taraṅg naī hai umaṅg koī kaṅjūs hai koī hai malaṅg machī hai yahāṇ dekho āpas meṅ jaṅg āhā ( āpas meṅ jaṅg ) -2 de ghumā ke are samundar meṅ jaise hai ghul gaī bhaṅg ye raṅg dekh ke maiṅ ho gayā daṅg to kyā samjhe ī hai bambaī nagriyā …