la: jiskā mujhe thā iṅtazār jiske lie dil thā beqrār
vo ghaṛī ( ā gaī ) -2
āj pyār meṅ had se guzar jānā hai
mār denā hai tujhko yā mar jānā hai
mujhpe kyā guzrī tū kyā jāne tū kyā samjhe o dīvāne
le ke rahūṇgī badlā tujhse āī hūṇ dil kī āg bujhāne
o qātil merī nazroṅ se bach ke kahāṇ jāegā
diyā hai jo mujhko vahī tū mujhse pāegā
vo ghaṛī ( ā gaī ) -2
tīr banke jigar meṅ utar jānā hai
mār denā hai …
ki: jādū terā kispe chalā hogā kisī din ye faislā
vo ghaṛī āegī
jānāṇ tūne abhī ye kahāṇ jānā hai
kise jīnā hai aur kisko mar jānā hai
vo ghaṛī āegī …
hogā terā āśhiq zamānā auroṅ kā dil hogā terā niśhānā
nāz na kar yūṇ tīr nazar pe āe hameṅ bhī tīr chalānā
jo hai khilāṛī unheṅ khel ham dikhāeṇge
apne hī jāl meṅ śhikārī phṇs jāeṇge
vo ghaṛī ( āegī ) -2
vaqt āne pe tujhko samjhānā hai
mār denā hai …