Title (Indic)महका-महका रूप तुम्हारा बहकी-बहकी चाल् WorkGanwaar Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Mohammad Rafi Writer Rajendra Krishan LyricsHindiमहका-महका रूप तुम्हारा बहकी-बहकी चाल ऐ फूलों की डाल ये राही पूछे एक सवाल तुम्हारा नाम क्या है -2 होंठ ये गुलाबी आँख ये शराबी बहके न पीके रात को तो रात क्या हुई -2 महका-महका रूप … जो देख ले तो कैसे भूले ना रास्ता जान लेने वाली ये सादगी तुम्हारी दो रोज़ और जीने दो ख़ुदा का वास्ता महका-महका रूप … बोलती निगाहें ये बोलती अदाएँ है चाल मस्तानी ये झूमती जवानी कि देखते ही देखते दिल का क़रार खो गया -2 हो महका-महका रूप … आँख ना चुराओ ज़रा सा रुक जाओ दो प्यार भरे बोल तो हुज़ूर बोल दो तन जल रहा है ये बदन जल रहा है घटाओं जैसे काले-काले बाल खोल दो -2 हो महका-महका रूप … Englishmahkā-mahkā rūp tumhārā bahkī-bahkī chāl ai phūloṅ kī ḍāl ye rāhī pūchhe ek savāl tumhārā nām kyā hai -2 hoṅṭh ye gulābī āṇkh ye śharābī bahke na pīke rāt ko to rāt kyā huī -2 mahkā-mahkā rūp … jo dekh le to kaise bhūle nā rāstā jān lene vālī ye sādgī tumhārī do roz aur jīne do khudā kā vāstā mahkā-mahkā rūp … boltī nigāheṅ ye boltī adāeṇ hai chāl mastānī ye jhūmtī javānī ki dekhte hī dekhte dil kā qarār kho gayā -2 ho mahkā-mahkā rūp … āṇkh nā churāo zarā sā ruk jāo do pyār bhare bol to huzūr bol do tan jal rahā hai ye badan jal rahā hai ghaṭāoṅ jaise kāle-kāle bāl khol do -2 ho mahkā-mahkā rūp …