Title (Indic)ऐ हुस्न-परी-चेहरा क्यों इतनी दर्दमंद हो WorkAman Year1967 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Mohammad Rafi Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiऐ हुस्न-परी-चेहरा क्यों इतनी दर्दमंद हो दुनिया की मंज़िलों पर तुम ही मुझे पसंद हो शबनम के दिल की धड़कन महसूस कर रही हो तुम कितनी नर्म-दिल हो आहें सी भर रही हो ऐ हुस्न-परी-चेहरा … इतना ख़्याल कोई करता नहीं किसी का तुमने बदल दिया है रुख़ मेरी ज़िन्दगी का ऐ हुस्न-परी-चेहरा … सब कुछ था पास मेरे लेकिन न ये ख़ुशी थी पूरी हुई है तुमसे जीवन में जो कमी थी ऐ हुस्न-परी-चेहरा … Englishai husn-parī-chehrā kyoṅ itnī dardamaṅd ho duniyā kī maṅziloṅ par tum hī mujhe pasaṅd ho śhabnam ke dil kī dhaṛkan mahsūs kar rahī ho tum kitnī narm-dil ho āheṅ sī bhar rahī ho ai husn-parī-chehrā … itnā khyāl koī kartā nahīṅ kisī kā tumne badal diyā hai rukh merī zindgī kā ai husn-parī-chehrā … sab kuchh thā pās mere lekin na ye khuśhī thī pūrī huī hai tumse jīvan meṅ jo kamī thī ai husn-parī-chehrā …