Title (Indic)अमन का फ़रिश्ता कहाँ जा रहा है WorkAman Year1967 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Mohammad Rafi Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiअमन का फ़रिश्ता कहाँ जा रहा है चमन रो रहा है मची है दुहाई -2 किया काम ऐसा कि हलचल मचा दी ये दुनिया जहन्नुम थी जन्नत बना दी खिंची आ रही है सारी ख़ुदाई चमन रो रहा … बहुत देर जागा था सोया हुआ है अमन के ख़्यालों में खोया हुआ है ये कैसी मुहब्बत ये कैसी जुदाई चमन रो रहा … ये जीवन की मंज़िल पे छुटा है हमसे कोईइ तो मनाओ ये रूठा है हमसे नज़र मेरे बाबू को किसने लगाई चमन रो रहा … Englishaman kā fariśhtā kahāṇ jā rahā hai chaman ro rahā hai machī hai duhāī -2 kiyā kām aisā ki halchal machā dī ye duniyā jahannum thī jannat banā dī khiṅchī ā rahī hai sārī khudāī chaman ro rahā … bahut der jāgā thā soyā huā hai aman ke khyāloṅ meṅ khoyā huā hai ye kaisī muhabbat ye kaisī judāī chaman ro rahā … ye jīvan kī maṅzil pe chhuṭā hai hamse koīi to manāo ye rūṭhā hai hamse nazar mere bābū ko kisne lagāī chaman ro rahā …