Title (Indic)सब कुछ सीखा हमने ना सीखी होशियारी WorkAnari Year1959 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Mukesh Writer Shailendra LyricsHindiसब कुछ सीखा हमने ना सीखी होशियारी सच है दुनियावालों कि हम हैं अनाड़ी दुनिया ने कितना समझाया कौन है अपना कौन पराया फिर भी दिल की चोट छुपा कर हमने आपका दिल बहलाया खुद पे मर मिटने की ये ज़िद थी हमारी (2) सच है दुनियावालों कि हम हैं अनाड़ी असली नकली चेहरे देखे दिल पे सौ सौ पहरे देखे मेरे दुखते दिल से पूछो क्या क्या ख्वाब सुनहरे देखे टूटा जिस तारे पे नज़र थी हमारी (2) सच है दुनियावालों कि हम हैं अनाड़ी दिल का चमन उजड़ते देखा प्यार का रंग उतरते देखा हमने हर जीने वाले को धन दौलत पे मरते देखा दिल पे मरने वाले मरेंगे भिखारी (2) सच है दुनियावालों कि हम हैं अनाड़ी Englishsab kuchh sīkhā hamne nā sīkhī hośhiyārī sach hai duniyāvāloṅ ki ham haiṅ anāṛī duniyā ne kitnā samjhāyā kaun hai apnā kaun parāyā phir bhī dil kī choṭ chhupā kar hamne āpkā dil bahlāyā khud pe mar miṭne kī ye zid thī hamārī (2) sach hai duniyāvāloṅ ki ham haiṅ anāṛī aslī naklī chehre dekhe dil pe sau sau pahre dekhe mere dukhte dil se pūchho kyā kyā khvāb sunahre dekhe ṭūṭā jis tāre pe nazar thī hamārī (2) sach hai duniyāvāloṅ ki ham haiṅ anāṛī dil kā chaman ujaṛte dekhā pyār kā raṅg utarte dekhā hamne har jīne vāle ko dhan daulat pe marte dekhā dil pe marne vāle mareṅge bhikhārī (2) sach hai duniyāvāloṅ ki ham haiṅ anāṛī