Title (Indic)किसी की मुस्कुराहटों पे हो निसार् WorkAnari Year1959 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Mukesh Writer Shailendra LyricsHindiकिसी की मुस्कुराहटों पे हो निसार किसीका दर्द मिल सके तो ले उधार किसीके वास्ते हो तेरे दिल में प्यार जीना इसी का नाम है किसी की … (माना अपनी जेब से फ़कीर हैं फिर भी यारों दिल के हम अमीर हैं ) - (2) मिटे जो प्यार के लिये वो ज़िन्दगी जले बहार के लिये वो ज़िन्दगी किसी को हो न हो हमें तो ऐतबार जीना इसी का नाम है (रिश्ता दिल से दिल के ऐतबार का ज़िन्दा है हमीं से नाम प्यार का ) - (2) के मर के भी किसी को याद आयेंगे किसी के आँसुओं में मुस्कुरायेंगे कहेगा फूल हर कली से बार बार जीना इसी का नाम है Englishkisī kī muskurāhṭoṅ pe ho nisār kisīkā dard mil sake to le udhār kisīke vāste ho tere dil meṅ pyār jīnā isī kā nām hai kisī kī … (mānā apnī jeb se fakīr haiṅ phir bhī yāroṅ dil ke ham amīr haiṅ ) - (2) miṭe jo pyār ke liye vo zindgī jale bahār ke liye vo zindgī kisī ko ho na ho hameṅ to aitbār jīnā isī kā nām hai (riśhtā dil se dil ke aitbār kā zindā hai hamīṅ se nām pyār kā ) - (2) ke mar ke bhī kisī ko yād āyeṅge kisī ke āṇsuoṅ meṅ muskurāyeṅge kahegā phūl har kalī se bār bār jīnā isī kā nām hai