Title (Indic)शक़ नहीं रुपये में पाई का WorkRaag Rang Year1952 LanguageHindi Credits Role Artist Music Roshan Performer Lata Mangeshkar Writer Sarshar Sailani LyricsHindiशक़ नहीं रुपये में पाई का दुनिया है नाम सफ़ाई का ये दुनिया हेरा फेरी है कभी तेरी है तो कभी मेरी है तुंदुना तुंदुना शूर, कली कलिंगन शूर ओ ओ ओ बाबूजी, ओ बाबूजी, खेल सफ़ाई का शक़ नहीं … चटक चटक चटकारे लेकर सुनने वाले मेरे तराने मुफ़्त बारी के गये ज़माने जल्द निकालो दो दो आने ओ ना ना एक आना हम नहीं माँगता दिन है ये महंगाई का शक़ नहीं … धन दौलत के मतवालों की हर बात निराली होती है बाज़ार में निकले दीवाला और घर में दीवाली होती है है ये भी रंग कमाई का शक़ नहीं … Englishśhaq nahīṅ rupye meṅ pāī kā duniyā hai nām safāī kā ye duniyā herā pherī hai kabhī terī hai to kabhī merī hai tuṅdunā tuṅdunā śhūr, kalī kaliṅgan śhūr o o o bābūjī, o bābūjī, khel safāī kā śhaq nahīṅ … chaṭak chaṭak chaṭkāre lekar sunne vāle mere tarāne muft bārī ke gaye zamāne jald nikālo do do āne o nā nā ek ānā ham nahīṅ māṇgtā din hai ye mahaṅgāī kā śhaq nahīṅ … dhan daulat ke matvāloṅ kī har bāt nirālī hotī hai bāzār meṅ nikle dīvālā aur ghar meṅ dīvālī hotī hai hai ye bhī raṅg kamāī kā śhaq nahīṅ …