Title (Indic)किस नज़र का मस्त इशारा है ज़िंदगी WorkRaag Rang Year1952 LanguageHindi Credits Role Artist Music Roshan Performer Lata Mangeshkar Writer Kaif Irfani LyricsHindiकिस नज़र का मस्त इशारा है ज़िंदगी किस आस्माँ का टूटा सितारा है ज़िंदगी क्या कश्तियाँ रहेंगी ये लहरों से होशियार, लहरों से होशियार उनके हैं जिनसे लाख उम्मीदों के बेक़रार, हाय बेक़रार दरिया का एक बहता किनारा है ज़िंदगी किस आस्माँ का … जीना उसी का है जो जिये और के लिये आँसू भी दे नसीब तो हँसकर उन्हें पिये दुनिया को ये पयाम हमारा है ज़िंदगी किस आस्माँ का … Englishkis nazar kā mast iśhārā hai ziṅdgī kis āsmāṇ kā ṭūṭā sitārā hai ziṅdgī kyā kaśhtiyāṇ raheṅgī ye lahroṅ se hośhiyār, lahroṅ se hośhiyār unke haiṅ jinse lākh ummīdoṅ ke beqrār, hāy beqrār dariyā kā ek bahtā kinārā hai ziṅdgī kis āsmāṇ kā … jīnā usī kā hai jo jiye aur ke liye āṇsū bhī de nasīb to hṇskar unheṅ piye duniyā ko ye payām hamārā hai ziṅdgī kis āsmāṇ kā …