Title (Indic)सपनों में आना छेड़ छेड़ जाना WorkShisham Year1952 LanguageHindi Credits Role Artist Music Roshan Performer Mukesh Performer Lata Mangeshkar Writer Indivar LyricsHindiसपनों में आना छेड़ छेड़ जाना सीखा कहाँ से मेरे बलम ने है इक नवेली नार अलबेली हँस के लुटाया दिल जिस पे हम ने डोल गयी दुनिया मेरी तेरी नज़र जो झुकी -2 आज हुई तुझ को खबर मैं तो (कब से तेरी हो चुकी) -2 रह कर नज़र में आँखों के घर में ये भी न जाना भोले प्रीतम ने सपनों में आना … जीत लिया हम ने जहाँ तू जो हमारा हुआ -2 देख लिया जब से तुझे जीना गवारा हुआ -2 जो कुछ था मेरा आज हुआ तेरा किस्मत बदल ली आपस में हम ने सपनों में आना … मतवाली तेरी अदा मन को मेरे भा गयी -2 नज़रों से नज़रें मिली नींद आँखों में आ गयी -2 चंचल मस्तानी चौंकी जवानी कुछ इस तरह से देखा सनम ने जो कुछ था मेरा आज हुआ तेरा किस्मत बदल ली आपस में हम ने Englishsapnoṅ meṅ ānā chheṛ chheṛ jānā sīkhā kahāṇ se mere balam ne hai ik navelī nār albelī hṇs ke luṭāyā dil jis pe ham ne ḍol gayī duniyā merī terī nazar jo jhukī -2 āj huī tujh ko khabar maiṅ to (kab se terī ho chukī) -2 rah kar nazar meṅ āṇkhoṅ ke ghar meṅ ye bhī na jānā bhole prītam ne sapnoṅ meṅ ānā … jīt liyā ham ne jahāṇ tū jo hamārā huā -2 dekh liyā jab se tujhe jīnā gavārā huā -2 jo kuchh thā merā āj huā terā kismat badal lī āpas meṅ ham ne sapnoṅ meṅ ānā … matvālī terī adā man ko mere bhā gayī -2 nazroṅ se nazreṅ milī nīṅd āṇkhoṅ meṅ ā gayī -2 chaṅchal mastānī chauṅkī javānī kuchh is tarah se dekhā sanam ne jo kuchh thā merā āj huā terā kismat badal lī āpas meṅ ham ne