Title (Indic)बनाई है इतनी बड़ी जिसने दुनिया WorkShisham Year1952 LanguageHindi Credits Role Artist Music Roshan Performer Lata Mangeshkar Writer Kaif Irfani LyricsHindiबनाई है इतनी बड़ी जिसने दुनिया उसे टूटे दिल क बनाना न आया बनाना न आया जुदा तो किया उसने हमको मिलाकर जुदा कर दिया तो मिलाना न आया मिलाना न आया सुना है के उसने सितारे बनाये सुना है के उसने सितारे बनाए दिये सैंकड़ों आस्माँ पर जलाये आस्माँ पर जलाये बुझा जो हमारा चिराग-ए-तमन्ना उसे ये दिया तो जलाना न आया जलाना न आया ये आहों के शोले ये अश्क़ों की लडियाँ ये आहों के शोले ये अश्क़ों की लडियाँ ये रोती सी आँखों मेन सावन की झड़ियाँ सावन की झड़ियाँ जिगर में लगा दी है ये आग किसने के दामन भी हमको बचाना न आया बचाना न आया बनाई है इतनी बड़ी जिसने दुनिया उसे टूटे दिल क बनाना न आया बनाना न आया Englishbanāī hai itnī baṛī jisne duniyā use ṭūṭe dil ka banānā na āyā banānā na āyā judā to kiyā usne hamko milākar judā kar diyā to milānā na āyā milānā na āyā sunā hai ke usne sitāre banāye sunā hai ke usne sitāre banāe diye saiṅkaṛoṅ āsmāṇ par jalāye āsmāṇ par jalāye bujhā jo hamārā chirāg-e-tamannā use ye diyā to jalānā na āyā jalānā na āyā ye āhoṅ ke śhole ye aśhqoṅ kī laḍiyāṇ ye āhoṅ ke śhole ye aśhqoṅ kī laḍiyāṇ ye rotī sī āṇkhoṅ men sāvan kī jhaṛiyāṇ sāvan kī jhaṛiyāṇ jigar meṅ lagā dī hai ye āg kisne ke dāman bhī hamko bachānā na āyā bachānā na āyā banāī hai itnī baṛī jisne duniyā use ṭūṭe dil ka banānā na āyā banānā na āyā