Title (Indic)कितनी ज़ालिम है ... जिस तरह से हम बरबाद हुये WorkDuniya Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music C. Ramchandra Performer Suraiya LyricsHindiकितनी ज़ालिम है ये दुनिया फूँक डाला घर मेरा जल गया सारा चमन हम बेज़बाँ देखा किया ( जिस तरह से हम बरबाद हुये ऐसा भी कोई बरबाद न हो ऐसा भी कोई बरबाद न हो ) -2 दिल की बस्ती इस तरह से लुट गई इक भूल से जिस तरह ख़ुशबू जुदा हो जाये नाज़ुक फूल से हाय दुनिया क्या तुझे यूँही मुझे बहलाना था -2 ख़ाब था जो कुछ के देखा जो सुना अफ़साना था ( जिस तरह से हम बरबाद हुये ऐसा भी कोई बरबाद न हो ऐसा भी कोई बरबाद न हो ) -2 Englishkitnī zālim hai ye duniyā phūṇk ḍālā ghar merā jal gayā sārā chaman ham bezbāṇ dekhā kiyā ( jis tarah se ham barbād huye aisā bhī koī barbād na ho aisā bhī koī barbād na ho ) -2 dil kī bastī is tarah se luṭ gaī ik bhūl se jis tarah khuśhbū judā ho jāye nāzuk phūl se hāy duniyā kyā tujhe yūṇhī mujhe bahlānā thā -2 khāb thā jo kuchh ke dekhā jo sunā afsānā thā ( jis tarah se ham barbād huye aisā bhī koī barbād na ho aisā bhī koī barbād na ho ) -2