रोना है तो रो चुपके-चुपके आँसू न बहे
रोना है तो रो चुपके-चुपके
आँसू न बहे आवाज़ न हो -2
वो देख न ले वो जान न ले
सूरत से तेरी पहचान न ले
अब पोंछ दे आँखों से आँसू -2
मालूम किसी को राज़ न हो
मजबूर हमें रहना होगा
मर-मर के यहाँ जीना होगा
दुख-दर्द का साथी दिल है मेरा -2
इस दिल पे मुझे क्यों नाज़ न हो
रोना है तो रो …
( जो बात है दिल की दिल में रहे
वो दिल ही क्या जो ग़म न सहे ) -2
शिकवा न ज़ुबां पर आने दे -2
फ़रियाद में भी आवाज़ न हो
रोना है तो रो …
ronā hai to ro chupke-chupke
āṇsū na bahe āvāz na ho -2
vo dekh na le vo jān na le
sūrat se terī pahchān na le
ab poṅchh de āṇkhoṅ se āṇsū -2
mālūm kisī ko rāz na ho
majbūr hameṅ rahnā hogā
mar-mar ke yahāṇ jīnā hogā
dukh-dard kā sāthī dil hai merā -2
is dil pe mujhe kyoṅ nāz na ho
ronā hai to ro …
( jo bāt hai dil kī dil meṅ rahe
vo dil hī kyā jo ġham na sahe ) -2
śhikvā na zubāṅ par āne de -2
fariyād meṅ bhī āvāz na ho
ronā hai to ro …