Nigaahon se hamen samjhaa rahe hain

निगाहों से हमें समझा रहे हैं
Year
Language

निगाहों से हमें समझा रहे हैं
नवाज़िश है करम फ़रमा रहे हैं

मैं जितना पास आना चाहता हूँ
वो उतना दूर होते जा रहे हैं

मैं क्‌या कहता किसी से बीती बातें
वो ख़ुद ही दास्ताँ दोहरा रहे हैं

फ़साना शौक़ का ऐसे सुना है
तबस्सुम ज़ेर-ए-लब फ़रमा रहे हैं

nigāhoṅ se hameṅ samjhā rahe haiṅ
navāziśh hai karam farmā rahe haiṅ

maiṅ jitnā pās ānā chāhtā hūṇ
vo utnā dūr hote jā rahe haiṅ

maiṅ k‌yā kahtā kisī se bītī bāteṅ
vo khud hī dāstāṇ dohrā rahe haiṅ

fasānā śhauq kā aise sunā hai
tabassum zer-e-lab farmā rahe haiṅ